Anil Tyagi
@aniltyagi11
Urdu poetry, cooking, wildlife....
Taste changer Sham'a ki lau thi ke vo tuu tha, magar hijr ki raat, Der tak rotaa rahaa koii sirhaane mere #Faraaz #sar
Ye to honaa hi tha 😬 Vafaa kaisi, kahaañ ka ishq, jab sar phodnaa thahraa !! #Ghalib #sar
Chaliye yun hi sahi Iztiraab-e-umr be-matlab nahiñ aakhir, ke hai, Justujuu-e-fursat-e-rabt- e-sar-e-zaanuu mujhe #Ghalib #sar
Arey wahh saahab Rokaa hii kiyaa zabt-e-muhobbat sar-e-mehfil, Sar jhuk hi gayaa us but-e-ayyaar ke aage #Naseem_Bharatpuri #sar
Daastaan-E-Gham-E-Dil Unko Sunai Na Gayi Baat Bigdi Kuch Aisi Ke Banaai Na Gayi Sab Ko Hum Bhool Gaye Josh-E-Junoon Mein Lekin Ik Teri Yaad Thi Aisi Ke Bhulaai Na Gayi Ishq Par Kuch Na Chalaa Deeda-E-Tar Ka Jaadoo Usne Jo Aag Lagaa Di Wo Bujhaai Na Gayi -Jigar Moradabadi
Ek ye.. Aye "Zauq" waqt naale ke rakh le jigar pe haath, Varna jigar ko roegaa tuu dhar ke sar pe haath #Zauq #sar
Aadaab huzoor Lagaa maiñ gird sar phirne to bolaa, Tumhaara "Meer" saahib sar-phiraa hai #Meer_Taqi_Meer #sar
जो रंज मेरे नाम है बदनाम वो नहीं जो ख़ाक तेरे नाम है बेनाम तो नहीं वो लम्हे रायगाँ थे ये रंग-ए-मलाल है आईना ओ अकस में कोई आब तो नहीं @joshiamitabhevo @Shararovais @Munaf_Ali @mykhyd @DrNaveedAhamed1 @Billion478 @AkankshaKaAks @DivyaSabaa @BimlaVerma6
यूँ ख़ुद में ख़ुद ही खो गया अपने बयान में अब इस क़दर हैरान हूँ नादान तो नहीं Aab @joshiamitabhevo @Shararovais @Munaf_Ali @mykhyd @DrNaveedAhamed1 @Billion478 @AkankshaKaAks @DivyaSabaa @BimlaVerma6
दूर फैलाये उफ़क़ तक नज़र का हम दामन मुन्तज़िर बैठे हैं ख़ैराते तसव्वुर के लिए याद, इक याद, कोई याद, जो छू जाए ज़ेहन बैठे हैं आस में गुज़िश्ता तफ़क्कुर के लिए @karanvasudeva @KananBehis @divya_sabaa @DrNaveedAhamed1 @aniltyagi11
Sar phodnaa vo "Ghalib"-e-shoridaa haal kaa, Yaad aa gayaa mujhe teri deewaar dekh kar #Ghalib #sar @aniltyagi11 @subzaar @kssirone @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1
nakhuda dar kashtii-e-ma gar na-baashad, go mabaash ma khuda dareem ma ra nakhuda darkaar neest Amir Khusro
Hogaa koii aisaa bhi ke "Ghalib" ko na jaane, Shaair to vo achchaa hai, pa badnaam bahot hai ! #Ghalib
Be-khudi be-sabab nahiñ "Ghalib", Kuchh to hai jis ki parda-daari hai #Shair #Ghalib #sabab @aniltyagi11 @subzaar @kssirone @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1
Oho khoob 👌 देखे हैं बहुत हम ने हंगामे मोहब्बत के आग़ाज़ भी रुस्वाई अंजाम भी रुस्वाई Sufi Ghulam Mustafa
Khoob 👌 जिसे अंजाम तुम समझती हो इब्तिदा है किसी कहानी की Sarwat Hussein
Kya baat 👌 ख़ुश हो ऐ दिल कि मोहब्बत तो निभा दी तू ने लोग उजड़ जाते हैं अंजाम से पहले पहले Ahmed Faraz
aai jab stage par duniya to dil KHush ho gaya jab uTha #anjam ka parda to nafrat ho gai #Josh_Malihabadi #Shair #anjaam
na ho kis tarah fikr #anjam kar bharosa hai jis par so maghrur hai #Meer #Shair #anjaam
Why not. Ye bhi chal sakta hai.. Ishrat-e-qatra hai dariyaa meiñ fanaa ho jaanaa, Dard ka hadd se guzarna hai davaa ho jaanaa #Shair #Ghalib #anjaam